
Meri Mulakat Ko Chahe
Musibat Kehna
Apni Nazar Ko Mere Liye Nafrat Kehna
Par Akele Me Jab Ansoo Bhari Aankhe
Meri Yaad Dilaye To Jaan Use Meri Mohabbat Kehna

When I Am Glad, You Are
In My Smile...
When I Am
Sad, You Are In My Tears...
When I Am
Walking, You Are In My Steps...
When I Am
Sleeping, You Are In My Dreams...
♥ I Think These Are Special Feelings ♥
If I Were
An Artist, I Would Paint My Feelings...
If I Were
A Poet, I Would Quote My Feelings...
But I Am
An Ordinary Person So I Just Say,♥ I Love You ♥

Never Leave A True
Relation For Few Faults, Nobody
Is Perfect, And At The End, Affection Is Always Greater Than Perfection...♥♥

Itna Rulaya Kisi Ne
Muskurana Bhul Gaye
Dil Toda K Dil Lagana Bhul Gaye.
Dunia Ne Itne Fareb Diye Risto K Naam Par
Ab Kisiko Apna Bnana Bhul Gaye....♥♥♥

A Little Voice Of Yours Makes Me Feel
Alive.
A Little Hug Of Yours Makes Me Feel Happy.
A Little Care Of Yours Makes Me Feel Perfect.
A Little Love Of Yours Makes Me
Feel Complete.
And A Little Ignorance Of Kill Me Inside.
I Find My Reason For Living In Those Moments
Which I've Spent In Your Care With You.
Now Whatever Pain I May Get But
I Will Never Ever Regret To Love You.

Jub Kuch Sapne Adhure Reh
Jate Hain,
Tab Dil Ke Dard Ansu Ban Ke Beh Jate Hain,
Jo Kehte Ki Hum Sirf Aap Ke Hain,
Pata Nahi Kaise Alvida Keh Jate Hain.

Hame Teri Mohabatt Main
Fanna Ho Jana Hai♥
Tere Hi Khwaiss Main Gumnaam Ho Jana Hai ♥
Jab Kabhi Bhi Hame Miloge Tum, Teri Hi Inn
Bahoo Main Samakar Tuj Main Khoo Jana Hai ♥

Yeh Khushbu Ye Hawa Aapki
Hui,
Mausam Ki Har Ek Adaa Aapki Hui,
Dil Ne Chaha Kuch Khaas Tohfa Du Aapko,
Chalo Aaj Se Meri Har Dua Aapki Hui.
Meri Har Khushi Har Baat Teri Hai,
Sanson Me Chhupi Ye Hayaat Teri He
Do Pal Bhi Nahi Reh Sakte Tere Bin
Dhadkano Ki Dhadakti Har Aawaz Teri Hai.

ज़िन्दगी गुज़र जाएगी इंतज़ार में,
सब कुछ सह जायेंगे प्यार में,
तू हमेशा रहेगा याद में,
एक फूल की तरह किताब में।

Tujhe Paane Ki Is Liye
Zidd Nahi Karte ,
Ke Tujhe Khone Ko Dil Nahi Karta,
Tu Milta Hai Toh Is Liye Nazrein Nahi Uthaate
Ke Phir Nazrein Hatane Ko Dil Nahi Karta,
Dil Ki Baat Iss Liye Tujhse Nahi Karte
Ke Apna Dil Dukhane Ko Dil Nahi Karta,
Khwabon Mein Iss Liye Tujhko Nahi Sajaate
Ke Phir Neend Se Jagne Ko Dil Nahi Karta.

Fasle To Pahle Bhi Hua
Karte Thei
Main Vo Hi Hu Jise Vo Apna Kaha Karte Thei
Vo Bhul Bhi Jaye To Koi Gum Nahi
Zakham To Is Dil Ko Pahle Bhi Mila Karte They.


No comments:
Post a Comment